Dard Shayari
Kabhi use bhulana chaha,
Kabhi use manana chaha,
Maine jab bhi chaha use chaha,
Na jane kya baat thi mere asuon me,
Jo usne mujhe sirf rulana chaha.
Din Ke Sath Raat Nahi Hoti,
Sitaron Se Dil Ki Baat Nahi Hoti,
Jis Dost Ko Jaan Se Ziyada Chahate Hain Hum,
Khuda Jaane Kyu Unhi Se Mulakaat Nahi Hot.

Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
कहाँ कोई ऐसा मिला जिस पर हम दुनिया लुटा देते,
हर एक ने धोखा दिया, किस-किस को भुला देते,
अपने दिल का ज़ख्म दिल में ही दबाये रखा,
बयां करते तो महफ़िल को रुला देते।
हर एक ने धोखा दिया, किस-किस को भुला देते,
अपने दिल का ज़ख्म दिल में ही दबाये रखा,
बयां करते तो महफ़िल को रुला देते।
Dukh De Kar Sawaal Karte ho,
Tum Bhi GHAALiB ! Kamaal Karte ho..
Tum Bhi GHAALiB ! Kamaal Karte ho..
Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa,
Chalo Kuch tou Khayaal Karte ho..
Chalo Kuch tou Khayaal Karte ho..
Shehar-e-Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi
Ye Bhe mujh say Sawaal Karte ho
Ye Bhe mujh say Sawaal Karte ho
Marnaa Chaahain tou mar nahe Sakte,
tum Bhe Jeenaa muhaal Karte ho..
tum Bhe Jeenaa muhaal Karte ho..
Ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko
her Sitam Bay-misaal Karte ho
her Sitam Bay-misaal Karte ho
दुःख देकर सवाल करते हो;
तुम भी जानम! कमाल करते हो;
देख कर पूछ लिया हाल मेरा;
चलो कुछ तो ख्याल करते हो;
शहर-ए दिल में ये उदासियाँ कैसी;
ये भी मुझसे सवाल करते हो;
मरना चाहें तो मर नहीं सकते;
तुम भी जीना मुहाल करते हो;
अब किस-किस की मिसाल दूँ तुम को;
हर सितम बे-मिसाल करते हो।
तुम भी जानम! कमाल करते हो;
देख कर पूछ लिया हाल मेरा;
चलो कुछ तो ख्याल करते हो;
शहर-ए दिल में ये उदासियाँ कैसी;
ये भी मुझसे सवाल करते हो;
मरना चाहें तो मर नहीं सकते;
तुम भी जीना मुहाल करते हो;
अब किस-किस की मिसाल दूँ तुम को;
हर सितम बे-मिसाल करते हो।
Woh karte hai baat ishq ki,
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka baat nahi.
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka baat nahi.
वो करते हैं बात इश्क़ की,
पर इश्क़ के दर्द का उन्हें एहसास नहीं,
इश्क़ वो चाँद है जो दिखता तो है सबको,
पर उसे पाना सब के बस की बात नही..!
पर इश्क़ के दर्द का उन्हें एहसास नहीं,
इश्क़ वो चाँद है जो दिखता तो है सबको,
पर उसे पाना सब के बस की बात नही..!
Aaj Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujhko,
Kya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko,
Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi,
Jane kis khaak se, kudrat ne banaya mujhko..
Aasuon ki bunde hai ya ankhon ki nami hain,
Na upar aasma hai na niche zamee hain,
Ye kaisa mod hai zindagi ka,
Uski hi zarurat hai aur uski hi kami hain!!
Uski Bate Bar Bar Yaad Karke Roye,
Uske Liye Rabb Se Faryaad Karke Roye,
Uski Khushi Ke Liye Choord Diya Use,
Phir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye !!!
Palko Pe Aake Ruk Jaate Hai Ye Aansu,
Tanhaa Paakar Beh Jaate Hai Aaansu,
Dill To Bahot Karta Hai Gum Batlaaun Aap Se,
Par Aap Ko Hastaa Dekh Shukh Jaate Hai Ye Aansu !!!
Hum Me Tu Abhi Bhi Thoda Baki Hai,
Aankhon Me najar aate Aansu Hai,
Hoton Pe Teri Hasi Ki Jhanki Hai,
Tu Chhod Gaya Dil Tod Gaya..
Hum Ji Rahe Hai Ki..
Hum Me Thodi Mohabbat Abhi Baki Hai !!!
In Dooriyon Ko Judai Mat Kehna,
In Khamoshio Ko Ruswai Mat Kehna,
Har Mod Pe Yaad Karenge Aapko,
Zindgi Ne Saath Na Diya To Bewafayi Mat Kehna !!!
Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai !!!
Jab Jana Hi Tha Tumhe To Aaye Kyon Hamari Zindigi Mein,
Yu Rulana Tha Fir Kyon Hasna Sikhaya Humein,
Ab To Tadapne Ke Liye Chod Diya Saari Umar,
Pal Pal Yu Marna Hi Tha To Zina Kyon Bataya Humein !!!
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye !!!
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De,
Tera Mujrim Hoon Mujhe Dub Ke Mar Jaane De,
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko,
Sochta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De !!!
Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,
Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko,
Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,
Agar Ummeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu,
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai !!!
Mein Khud Ko Tumse Dur Karna Chahti Hu,
Ya Yu Kaho Ki Khud Ko Khud Se Durr Karna Chahti Hu,
Meri Shayri Mein Pehle Se Jyada Dard Bhar Gaya Hai,
Shayad Mein Iss Tarha Hi Apna Dard Bayan Karna Chahti Hu !!!
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe,
Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,
Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Milna-Bichadna To Waqt Ka Dastur Hota Hai,
Judaa Hokar Bhi Koi Yaado Se Naa Door Hota Hai,
Koi Nahi Chahta Judaa Hona Apno Se,
Wo To Waqt Ko Shayad Ye Hi Manjoor Hota Hai.
Dekh kar Tanha Mujhse Pucha Baharo Ne..
Kaha Gaya Tera Wo Humsafar..!!
Tujhe To Bada Naaz Tha Us Par..
Ye Dekh Kar Mein Chup Rahi..
Magar Mere Aansuon Ne Jawab Diya..
Milna Kismat Me Tha,
Bichadna Naseeb Tha,
Wo Mujse Itna Dur Ho Gaya..
Jitna Wo Mere Karib Tha.

Paas aa zara dil ki baat btaun tujhko,
Kese dharkta ha dil awaz sunao tujhko,
Kese dharkta ha dil awaz sunao tujhko,
Aakar tu dekh le dil pe likha h naam tera
Agr kahe to dil cheer ke dikhaun tujko.
Agr kahe to dil cheer ke dikhaun tujko.
Jitna jalaya hai tune pyar me mujhko,
Dil to krta hai mein b jalaun tujhko
Dil to krta hai mein b jalaun tujhko
Ajnabi hota toh aisa kar bhi lete,
Magar tu to apne hai kaise sataun tujhko
Magar tu to apne hai kaise sataun tujhko
Baat din ki nahi ab raat se dar lagta hai,
Ghar hai kaccha mera, barsaat se dar lgta hai,
Tere tohfe ne to bas khoon ke aansoo hi diye,
Zindagi ab teri saugaat se dar lagta hain!!
Pyaar ko chhod kar tum aur koi baat karo,
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai!!

बिछड़ के तुम से ज़िंदगी सज़ा लगती है,
यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है ।
तड़प उठता हूँ दर्द के मारे,
ज़ख्मों को जब तेरे शहर की हवा लगती है ।
अगर उम्मीद-ए-वफ़ा करूँ तो किस से करूँ,
मुझ को तो मेरी ज़िंदगी भी बेवफ़ा लगती है।
यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है ।
तड़प उठता हूँ दर्द के मारे,
ज़ख्मों को जब तेरे शहर की हवा लगती है ।
अगर उम्मीद-ए-वफ़ा करूँ तो किस से करूँ,
मुझ को तो मेरी ज़िंदगी भी बेवफ़ा लगती है।
Bichad Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,
Tadap Uthte Hain Dard Ke Maare,
Zakhmon Ko Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,
Agar Ummeed E Wafa Karun To Kis Se Karun,
Mujh KoToh Meri Zindagi Bhi Bewafa Lagti Hai.

No comments: