Dard Shayari
कौन कहता है की दिल..
सिर्फ लफ्जों से दुखाया जाता है,
तेरी ख़ामोशी भी कभी कभी..
आँखें नाम कर देती है.
सिर्फ लफ्जों से दुखाया जाता है,
तेरी ख़ामोशी भी कभी कभी..
आँखें नाम कर देती है.
Kaun kehta hai ki dil
Sirf lafzo se dukhaya jaata hai
Teri khaamoshi bhi kabhi kabhi..
Aankhein nam kar deti hai.
Sirf lafzo se dukhaya jaata hai
Teri khaamoshi bhi kabhi kabhi..
Aankhein nam kar deti hai.
किस्मत ने जैसा चाहा वैसे ढल गए हम,
बहुत संभल के चले फिर भी फिसल गए हम,
किसी ने विश्वास तोडा तो किसी ने दिल,
और लोगो को लगा की बदल गए हम.
बहुत संभल के चले फिर भी फिसल गए हम,
किसी ने विश्वास तोडा तो किसी ने दिल,
और लोगो को लगा की बदल गए हम.
Kismat Ne Jaise Chaha Waise Dhal Gaye Hum,
Bahut Sambhal Kar Chaley Phir Bhi Phisal Gaye Hum!!
Kisi Ne Yakeen Thoda To Kabhi Kisi Ne Dil,
Aur Logon Ko Lagata Ki Badal Gaye Hum!!
Bahut Sambhal Kar Chaley Phir Bhi Phisal Gaye Hum!!
Kisi Ne Yakeen Thoda To Kabhi Kisi Ne Dil,
Aur Logon Ko Lagata Ki Badal Gaye Hum!!
रात गुमसुम हैं मगर चाँद खामोश नहीं,
कैसे कह दूँ फिर आज मुझे होश नहीं,
ऐसे डूबा तेरी आँखों के गहराई में आज,
हाथ में जाम हैं,मगर पिने का होश नहीं|
कैसे कह दूँ फिर आज मुझे होश नहीं,
ऐसे डूबा तेरी आँखों के गहराई में आज,
हाथ में जाम हैं,मगर पिने का होश नहीं|
Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai, magar pine ka hosh nahi.
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai, magar pine ka hosh nahi.
जब भी उनकी गली से गुज़रते है,
मेरी आँखें एक दस्तक दे देती है,
दुःख ये नहीं वो दरवाजा बंद कर देते है
ख़ुशी ये है की मुझे पहचान लेते है|
मेरी आँखें एक दस्तक दे देती है,
दुःख ये नहीं वो दरवाजा बंद कर देते है
ख़ुशी ये है की मुझे पहचान लेते है|
Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.
Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwab Tute,
Jane Kitne Tukdo Me Armaan Tute,
Har Tukda Ek Aaina Hain Zindagi Ka,
Har Aaine Ke Sath Lakho Jazbat Tute.
Jane Kitne Tukdo Me Armaan Tute,
Har Tukda Ek Aaina Hain Zindagi Ka,
Har Aaine Ke Sath Lakho Jazbat Tute.
Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Bata Kar.
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Bata Kar.
भले ही किसी गैर की जागीर थीं वो,
पर मेरे ख्वाबों की भी तस्वीर थीं वो,
मुझे मिलती तो कैसे मिलती,
किसी और की हिस्से की तक़दीर थीं वो|
पर मेरे ख्वाबों की भी तस्वीर थीं वो,
मुझे मिलती तो कैसे मिलती,
किसी और की हिस्से की तक़दीर थीं वो|
Bhale Hi Kisi Gair Ki Jaagir Thi Wo,
Par Mere Khwabon Ki Tasveer Thi Wo,
Mujhe Milti To Kaise Milti,
Kisi Aur Ke Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.
Par Mere Khwabon Ki Tasveer Thi Wo,
Mujhe Milti To Kaise Milti,
Kisi Aur Ke Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.
मिट्टी मेरी कब्र से चुरा रहा है कोई,
मर कर मेरे दिल बहुत याद आ रहा है कोई,
एक पल की ज़िन्दगी और देदे ऐ खुदा,
मायूस मेरी कब्र से जा रहा है कोई|
मर कर मेरे दिल बहुत याद आ रहा है कोई,
एक पल की ज़िन्दगी और देदे ऐ खुदा,
मायूस मेरी कब्र से जा रहा है कोई|
Mitti Meri Kabar Se Chura Raha Hai Koi,
Markar Bhi Dil Ko Bahut Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ik Pal Ki Jindgi Or Dede ae Khuda,
Maayuse Meri Kabar Se Ja Rahi Hai Koi.
Markar Bhi Dil Ko Bahut Yaad Aa Raha Hai Koi,
Ik Pal Ki Jindgi Or Dede ae Khuda,
Maayuse Meri Kabar Se Ja Rahi Hai Koi.
दो कदम तो सब चल लेते हैं पर ,
ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता ,
अगर रो कर भूल जाती यादें ,
तो हस कर कोई गम न छुपाता .
ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता ,
अगर रो कर भूल जाती यादें ,
तो हस कर कोई गम न छुपाता .
Do kadam to sab chal lete hain par,
Zindagi bhar saath koi nahi nibhata ,
Agar ro kar bhool jaati yaadein,
To has kar koi gum na chhupaata .
Zindagi bhar saath koi nahi nibhata ,
Agar ro kar bhool jaati yaadein,
To has kar koi gum na chhupaata .
आज भीगी है पलके किसी की याद में
आकाश भी सिमट गया हैं अपने आप में
ओस की बूँद ऐसी गिरी है ज़मीन पर
मानो चाँद भी रोया हो उनकी याद में.…
आकाश भी सिमट गया हैं अपने आप में
ओस की बूँद ऐसी गिरी है ज़मीन पर
मानो चाँद भी रोया हो उनकी याद में.…
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
बादलों से कह दो,
जरा सोच समझ के बरसे,
अगर हमें उसकी याद आ गई,
तो मुकाबला बराबरी का होगा|
जरा सोच समझ के बरसे,
अगर हमें उसकी याद आ गई,
तो मुकाबला बराबरी का होगा|
Badalon se keh do,
Jara soch samjh kar barse,
Agar mujhe unki yaad aa gayi,
To mukabla barabari ka hoga.
Jara soch samjh kar barse,
Agar mujhe unki yaad aa gayi,
To mukabla barabari ka hoga.
Ab bhi taaza hain zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hain jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna der kitni lgti hai zaher peene mein.
Bin tere kya rakha hain jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna der kitni lgti hai zaher peene mein.
Saari saari raat naa soye hum,
Raaton ko uth uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de rabba,
Itna pyar karke bhi kyu na kisi ke hue hum.
Raaton ko uth uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de rabba,
Itna pyar karke bhi kyu na kisi ke hue hum.
Kuch cheeze hum purani chhod aaye hain,
Aate aate uski ankho me pani chod aaye hai,
Ye aisa dard hain jo bayaa ho nahi sakta,
Dil to sath le aaye par dhadkan chod aaye hai.
Aate aate uski ankho me pani chod aaye hai,
Ye aisa dard hain jo bayaa ho nahi sakta,
Dil to sath le aaye par dhadkan chod aaye hai.
No comments: