Ek alag si pehchaan banane ki aadat hai humein,
Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki aadat hai humein,
Sab kuch luta dete hai dosti mein,
Kyunki dosti nibhaane ki aadat hai humein.
Use bhul kar jiya to kya jiya,
Dam hai to use pakar dikha,
Likh patthro par apne prem ki kahani,
Aur sagar ko bol ..
Dam hai to ise mita kar dikha.
Zindagi se hum apni..
Kuch udhhar nahi lete,
Kafan bhi lete hai..
To apni Zindagi dekar.
Maana ki naseeb mein mere koi sanam nahi,
Fir bhi koi shikwa koi gam nahi,
Tanha the aur tanha jiye jaa rahe hai,
Badnasib to wo hai jinke nasib mein hum nahi.
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.
Sanam Teri Nafrat Mein Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke bhula de.
Mein tufano se kyo daru,
Jab main khud hi tufan hu,
Aur Main mandir mahazid kyo bhatku,
Jab mere andar hi bhagwan hai…
Humko aajmane ki zurrat kisi ki,
Hum khud apna taqdeer likhte hai,
Khuda ke likhawat ko badalna to hamari fitrat hai,
Haar ko jeet mein badal kar hatho ki lakeer badalte hai.
आग लगाना
मेरी फितरत में नही है ..
मेरी सादगी से लोग जलें तो
मेरा क्या कसूर ..!!
राज तो हमारा हर जगह पे है।
पसंद करने वालों के “दिल” में और
नापसंद करने वालों के “दिमाग” में।
Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki aadat hai humein,
Sab kuch luta dete hai dosti mein,
Kyunki dosti nibhaane ki aadat hai humein.
Use bhul kar jiya to kya jiya,
Dam hai to use pakar dikha,
Likh patthro par apne prem ki kahani,
Aur sagar ko bol ..
Dam hai to ise mita kar dikha.
Zindagi se hum apni..
Kuch udhhar nahi lete,
Kafan bhi lete hai..
To apni Zindagi dekar.
Maana ki naseeb mein mere koi sanam nahi,
Fir bhi koi shikwa koi gam nahi,
Tanha the aur tanha jiye jaa rahe hai,
Badnasib to wo hai jinke nasib mein hum nahi.
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.
Sanam Teri Nafrat Mein Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke bhula de.
Mein tufano se kyo daru,
Jab main khud hi tufan hu,
Aur Main mandir mahazid kyo bhatku,
Jab mere andar hi bhagwan hai…
Humko aajmane ki zurrat kisi ki,
Hum khud apna taqdeer likhte hai,
Khuda ke likhawat ko badalna to hamari fitrat hai,
Haar ko jeet mein badal kar hatho ki lakeer badalte hai.
आग लगाना
मेरी फितरत में नही है ..
मेरी सादगी से लोग जलें तो
मेरा क्या कसूर ..!!
राज तो हमारा हर जगह पे है।
पसंद करने वालों के “दिल” में और
नापसंद करने वालों के “दिमाग” में।
No comments: